Funny Karwa Chauth
Shayari



“Na jane kyu rhe rhe ke ek baat
hume bahut satati hai,
karwa chauth karti hai tumhari
bibi umar humari kyu bad jati
hai. ”



~*festival shayari*~

Jab Bi Aate Hai Samne
Jab bi aate hai samne mera hal
bura ho jata hai mera ,
Dara sa sahma sa rahta hai dil
mera ,
Kahte kahte lave ruk jate hai na
jane kya hoga mera ,
Intejar hai unke ijhar ka hum se
to aaj tak kuch na hua

By Heera Rajput

~*Yaad shayari*~


Waqt Bhi Ajeeb
Waqt bhi ajeeb manzar dikhata
hai,
Kabhi hasata kabi rulata hai,
Kal jin palo k saath hasey thy
Aaj unn palo ko yaad karke ye
waqt rulata hai
By Heera Rajput



~*Sad Shayari*~

Mai Nashe Mai Hu
Mat karo meri batoon pe yakin ,
maine nashe mai hu,
Woh thi hamare kareeb , mai
nashe mai haun.
By Heera
~*Hindi shayari*~


Pyar Karna
Pyar karna assan hai ae dost,
Par hai muskil usse nibhana hai,
Pyar to har koi kar leta hai jahan
mein,
Par muskil sacha pyar pana
hai ���.
By Vinit


~*Hindi shayari*~

Lagta Nahi
Lagta nahi ke sath nibhayega
derr tak ,
Lekin wo mujhko bhool na
payega derr tak,
Jo bhi kareb aayega uss ke,
Wo mere dastan sunaega …..
By Heera



~*Bewafa shayari*~

Unhe Kya Pata
Unhe kya pata ki humne toa woh
khoya jo hamara tha hi nahi,
Par unhone jo khoya woh unke
siva kisi aur ka tha hi nahi ………
BY Hemant



~*Bewafa shayari*~

Nazook Dil Ke
Hans raha tha mai apki dillagi ko
sun kar
Nazook dil ke aasuon ko
chhupaa raha tha mai hans kar
By Manikandan Nair – Jabalpur



~*Dard Shayari*~

Gam Kam Nahi Hota
Aise bhi hai duniya mai jinhe
gam nahi hota
Aek hum hai hamara gam kabhi
kam nahi hota
By Heera Devda



~*Dard Shayari*~

Dil Se Kabhi Mujhe
Dil se kabhi mujhe yaad kiya
karo,
Itna gair na samjho call nahi toa
atleast
Miss call toa kar liya karo
By Heera Singh



Join Us :-)